10

KNRUHS MBBS & BDS Provisional Merit List 2025 Out – Check Final List, Objections & Counselling Dates

 KNRUHS ne MBBS aur BDS 2025 admissions ke liye 16,620 students ki provisional merit list release ki. Objections 14 Sept tak file liya gaya, final list 15 Sept, counselling 16 Sept se.

Telangana ke MBBS aur BDS aspirants ke liye badi khabar! Kaloji Narayana Rao University ne 16,620 students ki provisional merit list jari ki hai. Students 14 September tak objections bhej sakte thee. Final merit list 15 September ko aayegi aur counselling 16 September se shuru hogi.


MBBS aur BDS Provisional Merit List Out – KNRUHS ne Release 

Kaloji Narayana Rao University of Health Sciences (KNRUHS) ne MBBS aur BDS admissions ke liye provisional merit list release kar di hai. Yeh list Supreme Court ke orders ke baad jari hui hai.

Important Details:

  • Total Students in List: 16,620

  • Objections Last Date: 14 September 2025 tak students apni objections bhej sakte thee.

  • Final Merit List: 15 September 2025 ko jari hogi.

  • Counselling Start Date: 16 September 2025 se MBBS aur BDS counselling process shuru hoga.

Supreme Court ka Decision on Local Status

Supreme Court ne Telangana students ke local status ko lekar bhi clarification diya hai. Court ke mutabik:

  • Jo students 9th class se lekar continuous 4 saal tak Telangana mein padhe hain, wahi “local student” kehlayenge.

  • Is decision ke baad 1,020 students ko non-local declare kiya gaya hai.

Students ke liye Kya Karna Zaroori Hai?

  • Apni details merit list mein check karein.

  • Agar koi galti ya issue mile to 14 September tak objection file liya gaya.

  • Final list ke baad hi counselling allotment hoga, isliye dates miss na karein.

👉 Note: Ye provisional merit list hai, final admission counselling 16 September se start hogi. Students ko official website par regular updates check karte rehna chahiye.

Antim Shabd

Yeh provisional merit list students ke liye ek crucial step hai. Har candidate ko apni details dhyan se check karke zaroori objections time par file karna chahiye. Final list aur counselling schedule ke hisaab se hi admissions decide honge, isliye official updates par nazar bana kar rakhein.

🔹 Related post :  latest update

Kaloji Narayan Rao Health Sciences University ne UG Ayush Courses ke liye admission ki deadline extend kar di hai. Ab students 8 October raat 11:30 baje tak BAMS, BHMS, BUMS, aur BNYS courses ke liye apply kar sakte hain. Ayush Courses 2025–26 Admission Date Extended – Apply Before date

Related Post:


----------------------------------------------------------------------------

Also read news

Table of Content

Daily News


Telangana & India News: Bathukamma, RTC Safar, KTR Campaign, Rahul Gandhi Dhamki, Andhra Pradesh Waqia, Doha Hamla

----------------------------------------------------------------------------

Careers 

2. Maharashtra Police Bharti 2025: Age Limit Mein Chhoot, 15,631 Vacancies Jail Aur Police Vibhag Mein

3. Telangana Revenue Department Jobs 2025: 217 New Posts Approved – Latest Update (11 Sept 2025)

4. Telangana Doctors Recruitment 2025 | 1623 Specialist Posts Apply Online

5. Telangana Govt Job Calendar 2025 Reschedule | 60,000 Sarkari Naukri Ek Saal Me, 1 Lakh Do Saal Me

6. TSRTC Recruitment 2025: Apply Online for 1,743 Driver & Mechanic Posts in Telangana RTC

----------------------------------------------------------------------------

Sarkari Updates Admission aur Exams


TSPSC Group 2 Certificates Verification 2025: 4th Schedule 23-25 September

Telangana Me Caste Certificate Lena Hua Easy – MeeSeva Naya System 2025

----------------------------------------------------------------------------

Hyderabad Updates


----------------------------------------------------------------------------

Scam aur Deepfake

----------------------------------------------------------------------------

Weather Updates TG



----------------------------------------------------------------------------

Telangana News










----------------------------------------------------------------------------

Telangana Schemes

Revanth Anna Ka Sahara Scheme 2025 Telangana Govt ₹1 Lakh Financial Aid for Fakir & Dude Kula Communities | Apply Online

Kiase check Indiramma Illu Status for home

Kaise Apply kare indiramma illu Scheme basic eligiblity

----------------------------------------------------------------------------

How to Apply Schemes Guide


----------------------------------------------------------------------------

Bharat Updates




Maharashtra Heavy Rain 2025: 11 Halaak, Mumbai-Thane Red Alert

I Love Muhammad ﷺ’ Posters Par 21 Cases, 38 Arrests aur 1,324 Named

Supreme Court Notice on Umar Khalid & Sharjeel Imam Bail Pleas | Delhi Riots UAPA Case 2025

Infections aur Health


----------------------------------------------------------------------------

Bharat Schemes

----------------------------------------------------------------------------

GST Reform

----------------------------------------------------------------------------

Videsh News

H-1B Visa Fees Update 2025: Sirf Ek Baar Payment, Naye Applicants Ke Liye


Disclaimer: Ye post sirf information ke liye hai. Sari khabrein public aur verified sources aur  Koi bhi confusion ya complaint ho toh contact kar sakte hai. Hum fake ya misleading content publish nahi karte.

🔗 Connect With Bharat Batao

🖊️ About the Author

Bharat Batao Team

Hamara mission hai aap tak sahi aur verified news pohchana. Ground level se lekar global headlines tak, hum Bharat Batao ke through bina sensationalism ke clear language me har baat rakhte hai.

📌 Sources: All news compiled from public video reference: Based on viral verified sources: Kaloji

Comments