Desh Duniya Ki Khabrein : Chivvla Hadsa, SIR Update, Hyderabad Crime, Aur Gaza Mein Taleem Ka Aaghaz
Desh Duniya Ki Khabrein : Chivvla Hadsa, SIR Update, Hyderabad Crime, Aur Gaza Mein Taleem Ka Aaghaz
- Get link
- X
- Other Apps
Telangana Sarkar ne 'Indiramma Indlu' yojana start ki hai, jisme gareeb aur bhumihin parivaron ko apna permanent ghar milta hai. Iska aim hai ki har family ka safe aur acha ghar ho.
Financial Help: Gareeb families ko ₹5 lakh aur SC/ST families ko ₹6 lakh tak help milegi.
Land Allotment: Bhumihin families ko 70-80 gaj land diya jata hai, jahan wo ghar bana sakte hain.
Goal: Agle 3 saal me 20 lakh ghar banane ka plan hai.
Telangana ka permanent resident hona chahiye.
Income criteria ke andar aana chahiye.
Kisi aur government housing scheme ka benefit na liya ho.
Already koi permanent ghar ya land nahi hona chahiye.
Aadhaar Card
Income Certificate
Residence Certificate
Caste Certificate (agar applicable ho)
Ration Card
Bank Account Details
Apne nearest Gram Panchayat ya Municipality office jaayein.
Application form lein aur documents attach karein.
Form submit karein.
Application status aur beneficiary list ke liye official website visit karein.
Helpline: 040-29390057
--------------------------------------------------------------------------------
🆕 Updated (2025)
Telangana Sarkar ne Indiramma Indlu Scheme launch ki hai jisme BPL families ko ghar banane ke liye financial grant milega. Apply online/offline karke apna surakshit ghar hasil karein.
---------------------------------------------------------------------------------
GST slabs me kami ke wajah se Indiramma Housing ke ghar banane wale beneficiaries ko aur raahat mil rahi hai. Cement aur steel par lagne wali GST 28% se ghatkar 18% ho gayi hai (22 September se lagu). Isse ghar banate waqt construction cost me kuch paisa bachaaya ja sakta hai. 18%
------------------------------------------------------------------------------------
------------------------------------------------------------------------------------
------------------------------------------------------------------------------------
Kiase check Indiramma Illu Status for home
Kaise Apply kare indiramma illu Scheme basic eligiblity
Disclaimer: Ye post sirf information ke liye hai. Sari khabrein public aur verified sources aur . Koi bhi confusion ya complaint ho toh contact kar sakte hai. Hum fake ya misleading content publish nahi karte.
Bharat Batao Team
Hamara mission hai aap tak sahi aur verified news pohchana. Ground level se lekar global headlines tak, hum Bharat Batao ke through bina sensationalism ke clear language me har baat rakhte hai.
📌 Sources: All news compiled from public video reference: Based on viral verified sources
Comments
Post a Comment