Telangana Latest News: Hyderabad Gateway Plan, Vikarabad Railway, Heavy Rain, Gold Prices & Gaza Tragedy
Telangana Latest News: Hyderabad Gateway Plan, Vikarabad Railway, Heavy Rain, Gold Prices & Gaza Tragedy
- Get link
- X
- Other Apps
Yeh job mela Employment Bureau ke under organize ho raha hai aur Med Plus Pharmacy ke collaboration me conduct kiya ja raha hai. Event ka venue Osmania University Arts College ke saamne, Employment Bureau ke daftar me hoga.
Is Job Fair ke through Apollo Pharmacy me pharmacist aur assistant pharmacist ke liye 100 vacancies or Assitant Pharmacy ke liye 100 Vacancies fill ki jayengi.
Total Posts: 200
Job Roles: Pharmacist,
Job Role: Assistant Pharmacist
Salary Range: ₹12,000 se ₹25,000 mahina (role aur qualification ke hisaab se)
Is recruitment drive ke liye sirf wahi candidates apply kar sakte hain jo pharmacy se related qualification complete kar chuke hain:
D.Pharmacy / B.Pharmacy / M.Pharmacy pass out
Age Limit: 18 se 35 saal
Male aur Female dono apply kar sakte hain
Youth ko medical sector me career banane ka moka
Hyderabad ke students aur job seekers ke liye direct placement chance
Job mela me shortlisted candidates ko turant interview aur selection process hoga
Agar aapne Pharmacy ki degree complete kar li hai aur apna career ek reputed company ke saath start karna chahte ho, toh yeh moka miss mat kijiye. Osmania University me hone wale is Job Mela ke zariye aapko Apollo Pharmacy jaise bade brand me job mil sakti hai, jisme salary aur growth dono ka scope hoga.
Osmania University ka yeh Job Mela Hyderabad ke pharmacy graduates ke liye ek golden opportunity hai. Yahaan se candidates ko Apollo Pharmacy jaise reputed healthcare brand ke saath career shuru karne ka moka milega. Jo youth medical sector me apna future secure karna chahte hain, unke liye yeh sahi platform hai.
Disclaimer: Ye post sirf information ke liye hai. Sari khabrein public aur verified sources aur Koi bhi confusion ya complaint ho toh contact kar sakte hai. Hum fake ya misleading content publish nahi karte.
Bharat Batao Team
Hamara mission hai aap tak sahi aur verified news pohchana. Ground level se lekar global headlines tak, hum Bharat Batao ke through bina sensationalism ke clear language me har baat rakhte hai.
📌 Sources: All news compiled from public video reference: Based on viral verified sources: Osmani University
Comments
Post a Comment